1)
Dil se tera khyal na jaye to kya karun,
Tu hi bata tu yaad aaye to mein kya karun,
Hasrat hain ye ki ek nazar tujhe dekh lu,
par kismat ye mauka na laye to kya karun.
2)
Kaash dil ki awaz ka itna asar ho jaaye
Hum unhe yaad karen
Aur unhe khabar ho jaaye
3)
Mohabbat ki shama jalake to dekho,
Zara dil ki duniya saja kar to dekho,
Tumhe ho na jaaye mohabbat to kehna,
Zara humse nazaren milake to dekho.
4)
Jab bhi apse milne ki takdeer nazar aayi
Mujhe pavon main bandhi zanjeer nazar aayi
Teri yaad main nikal pare mere aansu
Har aansu main teri tasweer nazar ayi.
5)
Hum dua karte hain Khuda se,
ki wo aap jaisa dost aur na banaye...,
Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas,
kahin wo bhi common na ho jaye!!
6)
Us Pyari si surat ka phir ek bar didar de,
Tadap rahe hain hum yahan,
Ab aur na intazar de,
Awaj mat suna, ae zalim magar,
MERek MISSED call to mar de...
7)
Nishana jo le wo SURVIR,
Nishane pe jo lag jaye wo TIR,
Dil me jo utar jaye wo TASVIR,
Mere saath mil jaye wo ACCHI TAQDIR...
8)
Ab bhul chuka hun sab kuchh
jo yaad hain wo bhi bhula dunga
ab laut ke mere paas na aana warna
haath ka kangan gale ki phaansi bana doonga
9)
friend ship is like the relation between hand and the eyes,
Its like when hand gets hurt the eyes cry and
when eyes cry the hand wipes its tears
10)
Aapki yaad me mene kalam uthai,
Liya kagaz, tasvir apki banayi,
Socha tha dil se laga ke rakhe us tasvir ko,
Par wo to bacchon ko darane ke kaam aayi...
11)
Nigahen aapki pahchan hain hamari,
Muskarahat aapki shan hain hamari,
Karna hifazat tum apni,
Kyounki saanse aapki jaan hain hamari...
12)
Ye dil pyaar ke kabil na raha,
Koi bhi izhar ke kabil na raha,
Is Dil me bas gayi dosti aapki,
aab to chand bhi deedar ke kabil na raha!
13)
Aap kya jano hum tumhe kitna yaad karte hai,
Harpal tumhari faryad karte hai,
Roz khat likhte hai Cartoon network ko,
Aap ko dikhane ki mang karte hai....
14)
F.R.I.E.N.D. Means
F : First
R : Relative
I : In
E :Every
N :New
D :Difficulty
15)
I HATE YOU:
H = happy to see you
A = always miss you
T = take u in my mind
E = everyday never forget u.
I really want 2 say...
I HATE U"!
No comments:
Post a Comment